my fav .. soucha ap sub kay sath share karo`n .. hope you enjoy it ..
Abhi kuch pal hamaray hath main hain Kon janay Konsa lamha hamaray hath say pehslay, geray Aur paoo`n k zanjeer ho jayay Abhi yeh din jo lagta hai k hum aik dosray kay sath Reh saktay hain pal do pal Najanay kab kahan dewaar ban jayay Abhi do chaar sansein bache rehte hain Yeh to johnka hai Kesay maloom kis ahestage say guzar jayay Kay hum darion kay do mokahlif na-ashna gongay kinaro`n per Kahray Ek dosray k shakl taknay ko tars jayein Mere awaaz tere yaad mein zinda ho bu Aur main tere tasveer aankhon mein liye rona chupao`n Shahar walo`n say Abhi kuch pal hamary hath main hain Hum jo chahein gayein to kuch kam kam bhi bil layein gayein Magar janay kahaan … ? Kab …? Konsa lamha … ?:k:
Nice.. :k:
Zabardast :k:
Thanx for sharing **Ghazal ** ![]()
:k:
aala .. :k: ..
Wow Z a b a r d a s t !!!
simply nice stuff:)
thanx to shair wid us:)
tata:)
:k:
thankewww everyone ..
..