~*Abhi kuch din laggaiN gey*~

Abhi kuch din laggaiN gey
Dil Aisay shehr kay paamaal ho jaanay kaa manzar bhoolnay maiN

Abhi kuch din laggaiN gey
jahaan-e-Rung kay saaray Khus-O-Khaashaak, sub suroo-O-Sanobar bhoolnay maiN

Abhi kuch din laggaiN gey
Thakay haaray huvay khwaabouN kay saahil par, kaheeN ummeed kaa choTa saa ik ghar
bantay bantay reh gaya hay
woh ik ghar bhoolnay maiN, Abhi kuch din laggaiN gey

magar abb din hee kitnay reh gaye haiN
Buss, ik din Dil kee Loh-e-Muntazir par
Achaanak
Raat utray gee
meri baynoor AankhouN kay khazaanay maiN chuppay har khwaab kee takmeel kar day gee :slight_smile:
Mujhay bhee khwaab maiN tabdeel kar day gee:)
Ik aisa khwaab jiss kaa dekhnaa mumkin naheeN thaa
Aik aisaa khwaab jiss kay daaman-e-sud chaak maiN koie Mubarak
koie roshan din naheeN thaa
Abhi kuch din laggaiN gey
– Iftikhar Arif

wow
:k:

Thanks for sharing AQ

Shaire ka taste develop hooney main bahi kuch din lagain gey.....:)

ZABERDEST :k: :k:

1 of ma fav :blush:

thx for sharing :hug:

superb :k: :k: :k:

one of my fav :slight_smile:

thanx for sharing :flower1:

bahot hi badhiyaaaaaaaaaaaa :flower1:

Zabardast Anwar Bhai…:snooty:

One of my most favourite poems!! Thanx :)
It was wonderfully sung by an artist,just can not recall the name!!

Re: ~Abhi kuch din laggaiN gey~

sad butt beutifull words :flower1:
thankyou for shareing.

^_^

very nice:k:
thanx for sharing :slight_smile:

Re: ~Abhi kuch din laggaiN gey~

bohat khooob :k:

Woh khwab jo mein ne dekhe
un ke pa jaane tak kitna aur tarsoon

woh raah jis par chalte
thak sa gaya hoon

un khwabon ka bharam rakhna ya Rab
un raahon par mujhe rula na dena

My own contribution to abhee kuch din aur lagein ge :)

:k:

Abhi kuch din laggaiN gey...................

very nice anwar ... very touchy, pata nahi kitney din lagey gai..:(

Thanks udaasaankhein :k:

Re: ~Abhi kuch din laggaiN gey~

please check out, is this Iftikhar arif's or Amjad Islam Amjad's creation

[QUOTE]
*Originally posted by Capricorn: *
Woh khwab jo mein ne dekhe
un ke pa jaane tak kitna aur tarsoon

woh raah jis par chalte
thak sa gaya hoon

un khwabon ka bharam rakhna ya Rab
un raahon par mujhe rula na dena

My own contribution to abhee kuch din aur lagein ge :)
[/QUOTE]

ameen sum ameen:-)

see bhai dua ki mey ney aap key liyeh:p

ehsaan:D

kidding:-\

PS. nice anwaar!:-)

:k:

Re: Re: ~Abhi kuch din laggaiN gey~

thank you everyone... for few who needs my answer, I'll reply soon :-p
[QUOTE]
*Originally posted by Man de Mouj: *
please check out, is this Iftikhar arif's or Amjad Islam Amjad's creation
[/QUOTE]
it's Iftikhar Arif's ... !!! 110% sure :)