Kuch Khwab Hain Jin Ko Likhna Hai,
Tabeer Ki Soorat Deni Hai
Kuch Loog Hain Ujray Dil Walay
Jinhein Apni Mohabbat Deni Hai
Kuch Phool Hain Jin Ko Chunna Hai
Aur Haar Ki Soorat Deni Hai
Jinhein Bantna Hai Kuch Logon Mein
Un Ko Bhi To Rahat Deni Hai
Aye Umer_Rawan!
Aahista Chal..
Abhi Khasa Qarz Chukana Hai…
Re: Abhi Khasa Qarz Chukana Hia
wadda aya ‘Kal ho na ho’ ka Shah Rukh Khan ![]()
Re: Abhi Khasa Qarz Chukana Hia
one of mine fav :k:
Re: Abhi Khasa Qarz Chukana Hia
![]()
shuker hy qarz utarny ka khiyal to aaya
jaldi waps karen
vese bhi mujy ajkal peson ki sakhta zarurat hy