http://earnfromptcpk.files.wordpress.com/2012/01/abhinachair.jpg
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
Khushgawaar to kabhii nahiiN hone kaa!
vaise, itnaa sohnaa manzar hai aur ab isse bhii ziyaada Khushgawaar kia hogaa! ![]()
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
acha..waise bhi muharram hai ![]()
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
VO BAHAR KA MAHOL HY
![]()
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
mujy to bohat tension hy pakaoungi kia us din
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
to, yeh larkii bhii to baahar khaRii hai…agar andar kaa Haal bayaan kar rahii hai to andar jaa ke bayaan kare na! ![]()
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
tension kia lenaa…pulaao, zarda, qorma, feereenii banaa lenaa aur mujhe bhii invite kar lenaa…i’m FREE on that day…i’ll come…thank you! ![]()
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
10 moharram ki ticket kata lein
zarda orr palaou to ho ga
haleem banaoun ya ………..nihari
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
10 muharram jume ko hai.. qayamat bhi aa sakti hai… aap ko khane ki padi hai ![]()
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
donoN banaa leN…mazaa aayegaa…TikaT kiuN kaTaa luuN? maiN to WT [without ticket] safar kartaa huN! ![]()
aise:
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
to achchhaa hai na “khaa pee” ke aaraam se qayaamat ka manzar dekheNge baiTh ke!
naoozobillah and astaGhfirullah!
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
tasbii b rakhongi
khaty jain orr
perty jain
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
Koi Paishangooe…?
Kab tak Khushgawar ho ja`ayn gay…?![]()
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
ager TC ne rqste me utar dia to ![]()
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
ham Bihaar kaa huN…TC-vaa kaa baap hauN ham! samjheo k naahiiN? ![]()
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
zabardast
![]()
sara time mera mu ese tha ![]()
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
GAJAB CHACHA
chacha tora ,![]()
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
chacha…ka-oon chaachaa? jaa bhaag, ab jailvaa maa jai ke naachaa!!! ![]()
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
tc va ![]()
Re: Abhi hayat ka mhol khoshgawar nhai
mahool…![]()