Abhi bhi waqt hay

abhi bhi waqt hay
khawboon ko tum ta’abeer kar dalo
wafa ko apnay mathay par likho
taqdeer kar dalo
kisi kay piyaar ko payroon ki tum zanjeer kar daalo


Wah...Lovely!

bohut khoob:k::k: