Haji Bashir ke chotay betay ka aaj result tha..
Haji Bashir: Agar tum fail hogaye to mujhe abba keh ke mat bulana.. samjhay??
Thori dair baad jab barkhurdar ghar aaya to Haji Bashir ne result ka pucha..
Beta: Bas Yaar kya btaun Bashiray tu abba kehlane ke laiq nahi raha..