~Abba ji ka mashwara :D~

Unmarried boy: mujhy shadi nhi krni abba mujhy sab aurton se dar lgta hai :bummer:

Abba ji: Kar lay beta, phir 1 he aurat se dar lgay ga baqi sab achi lgnay lagein gi :omg:

Re: ~Abba ji ka mashwara :D~

hahahaha :rotfl: hahahaha
**
chhoTe miyaaN to chhoTe miyaaN
baRe miyaaN subHaan Allah!**

Re: ~Abba ji ka mashwara :D~

ab kya karen abba ji ka farz hai betay ko smjhana :cb:

Re: ~Abba ji ka mashwara :D~

haN, jis par Khud 'amal kiyaa vohii bataa rahe haiN…beGham se Darte haiN magar beTaa to angrezoN se hii Dartaa hai…yeh joke samajh meN aayaa? :smiley:

Re: ~Abba ji ka mashwara :D~

nhi :confused: betay ka angreiz aurton k sath bura experence hai kya ? :cb:

Re: ~Abba ji ka mashwara :D~

bhai aisy sharing naa kiya kren.

Re: ~Abba ji ka mashwara :D~

kyun is mein aisi kya bat hai :confused:

Re: ~Abba ji ka mashwara :D~

khud dekh lo apna haal :smiley:
khoobsurt tou sirf naam hy :omg:

Re: ~Abba ji ka mashwara :D~

:hehe:

Re: ~Abba ji ka mashwara :D~

may be he is married :cb: