abay khana kharabiya tum.....

Train chal rahi hoti raat ka waqt hota hai to aik aadmi train ko roknai ke liyee chain khainchta hai to auper se awaz aati hai " abay kiya karta hai " phir woh aadmi phir chain khainchta hai to phir wohi awaz aati hai " abay ganda tum kya karta hai " kafi deer tak woh karta rehta hai lakin train ko roknai naqam ho jata hai phir jab sobah hoti hai to aur walai bed se aik pathan aata aur ghusai main kehta hai
" abay khana kharabiya tum raat bhaar kai ko humra narra khicha "

:P

hehhe OLD but funny;)

:hehe:

:hehe:

not that good. i kind aknew what was coming