Abay Gadhay!!!!

http://www.gupistan.com/gallery/1/gadhay.gif


—Mr. Sir Izzatt Maab Mabadolat Gadha Khan—
/**

  • Badal kar Gadhoun ka hum bhes Khotay!
  • Tamaasha-e-Ahl-e-GupShup Dekhtay Hain :wink:
    */
    ~Dehnchu Dehnchu~ ¤Representing Group of Gadha§ in Religion Forum¤

Wah wah Gadhay sahib! aab tu sha-ir niklay, bohat khoob, mukarrar irshad.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

bohut ki khoob…
ap to sir-gadha-alexander niklay…
pahar ser ker rahay hein…
encyclopedia-e-gahistan mein apka naam ‘golden wordz’ mein likha jaye ga…

God bless u all…

DerVaisH


muhabatein theen kabhi apne dermian kitni…
bicha gaye hai anna hum mein doorian kitni…
abhi to toota hai dil hi teri judai mein…
girein gi hum pe abhi aur bijlian kitni…

izzat maab, SHUKAR karain ke allah nay HAMAARAY liyay kuch nahi farmaaya.. warna ghussay main dollati jhaari hoti

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif


DoubleRoti* ko makhain main CHAPAIR karr garam kholti huee chai main ghol kar peenay ka maza hi AUR hay..*

Zillay Biraather confused ki nazar:

http://www.gupistan.com/gallery/1/baysharam.gif


—Mr. Sir Izzatt Maab Mabadolat Gadha Khan—
/**

  • Badal kar Gadhoun ka hum bhes Khotay!
  • Tamaasha-e-Ahl-e-GupShup Dekhtay Hain :wink:
    */
    ~Dehnchu Dehnchu~ ¤Representing Group of Gadha§ in Religion Forum¤

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

kya baat hai gadhay kee


mairay dill mairay mussafir

ye kaat kaat kyun post kar rehain hain aik he dafa sara page post kar den

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

ye to WOHEE baat kari hay birather aap nay ke "tum aaye ho, noor aaya hay, chalo sabb mill kar film dekhnay chalain" ..


DoubleRoti* ko makhain main CHAPAIR karr garam kholti huee chai main ghol kar peenay ka maza hi AUR hay..*

yaar woh sabb nahin hay , mullahiza ho:

http://www.gupistan.com/gallery/1/noor.gif

aur farwa… sabar sabar

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif

poora page hazam nahin ho ga naa


—Mr. Sir Izzatt Maab Mabadolat Gadha Khan—
/**

  • Badal kar Gadhoun ka hum bhes Khotay!
  • Tamaasha-e-Ahl-e-GupShup Dekhtay Hain :wink:
    */
    ~Dehnchu Dehnchu~ ¤Representing Group of Gadha§ in Religion Forum¤

lolz.. oye .. rahnay day yar .. thori dair main kaho gay "tum nay mairay tunn say khaila, mann say khaila, dhann say khaila, well played well played" :)


DoubleRoti* ko makhain main CHAPAIR karr garam kholti huee chai main ghol kar peenay ka maza hi AUR hay..*

lol

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

biraaather

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif


—Mr. Sir Izzatt Maab Mabadolat Gadha Khan—
/**

  • Badal kar Gadhoun ka hum bhes Khotay!
  • Tamaasha-e-Ahl-e-GupShup Dekhtay Hain :wink:
    */
    ~Dehnchu Dehnchu~ ¤Representing Group of Gadha§ in Religion Forum¤

“nonsense ye sab kya ho reha hai”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

yar gadhay can't u find a decent nick for urself.

Read my signature Gadhay kahin kay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif


—Mr. Sir Izzatt Maab Mabadolat Gadha Khan—
/**

  • Badal kar Gadhoun ka hum bhes Khotay!
  • Tamaasha-e-Ahl-e-GupShup Dekhtay Hain :wink:
    */
    ~Dehnchu Dehnchu~ ¤Representing Group of Gadha§ in Religion Forum¤

kuch khas baat too nahi haa..