Ab yeh kaise mumkin hai?

Zara batao tou kya yeh mumkin hai ke “maine mari hui guy (cow) ko chalte hue dekha?”

hainnnnnnnnnn???

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

u ne gaaye guy] ko dekhaa hogaa lol hehe

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

rozana.

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

u need URGENT APOINTMENT WITH GP

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

jawab chahiye..............

mumkin hai?
ya nahi mumkin hai?

agar mumkin hai tou kaise?

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?


**
are bataya to k yes mumkin hai...aap roz kisi na kisi guy [sounds like gaaye = cow] ko chalte huye dekhtii/dekhte hoNgii/hoNge :)**

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

da kalla aqalmand

aur sounds like gaaye nahi hai balke gaaye hi hai. :)

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

**
meraa iste’faa baa_Hasrat o yaas :crying: haha**

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

Yeh mumkin hain ke thumne gaye naheen bhoot deka tha… :eek:

Shukkar karo zinda bachee ho. :cb:

Humneh ik bar kisee murda insaan se guftagoo kee thee lekin usko meree nadanee se nafrat hogaye thee… :bummer:

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

i see a walking corpse everyday :snooty:

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

kuch bhi na mumkin nahi :D

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

yah u had seen it while walking round river :chilly:

i heared that its old bt gud one :dannyboy:

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

neend ke goli ly k soo jao

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

when there is a cow dead near river
n u walk round the river u see the cow moving :hmmm:
i think it is rite bt not 100%

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

kya pata wo koi aur gaey ho :hmmm:

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

wo gai jo mar gai hai aapne khuwaab main dekhi ho?

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

khawateen o hazraat...khalil khan faakhta jawab de chuka hai....

aur uske ke baand kalli aqalmand naina ayi...well done :)

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

hahaha...meraa in'aam? koi zinda gaaye [cow] milegii?? hehe ;)

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

yes agli bakra eid par qurbani ka intezaam humari taraf se.

Re: Ab yeh kaise mumkin hai?

Walking corpses? Also known as emos lol