Koi naheen, koi naheen aye ga…![]()
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
![]()
maiN hooN naa ![]()
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
No one will cum where? here on this thread..well i m here..
do u want to b alonE?
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
Koi bhi naheen aya. Mujhay koi dikhayi naheen day raha…![]()
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
jao saray hum dono ko akela chor dou:snooty:
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
Kahan ho? Kursi kay neechay? Kay sofay kay peechay?
Chaaaaaaaaaaa…dhoond liya..![]()
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
OMG ki ankhon pe chashma lagaing ab dikhai diye ? :o
![]()
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
Kahan hooooo, kuch nazar naheen aa raha…![]()
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
arey arey choro … ye naak hai meri … haan haan ye mein hi hun …naak tu choro…
![]()
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
![]()
![]()
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
kioon aap nay idher ka theka liya hooa hay ![]()
ho kar baithing
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
![]()
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
Main nay aik Enchant kiya hai. Jo bhi yahan aye ga, ghayab ho jaye ga..![]()
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
Mujhe bhi gayeb keroo na
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
![]()
pehle saamne toh ao phir gaib kera sakte hain ![]()
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
Hain, koi idher aya bhi hai ya sirf main hi apnay aap say batain kar rahi hoon?
Sidz, oh to tum ho yahan…ab apni khair manao..![]()
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
![]()
mai kyun apni khair manaoon ![]()
mujh seh konsi dushmani hai :aq:
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
Tum par bhi enchant karnay lagi hoon…
Jheenga lala humm…Jheenga lala humm…Jheenga lala humm…Jheenga lala humm…
Hurrr hurrrr
ooooooooooooooooooooooooo aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Hurrr hurrrr…Hurrr hurrrr…Hurrr hurrrr
Oh wow. Main kamyaab ho gayi…![]()
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
![]()
bohot achi terha kamiyaab
is liye yahaan hi hon
Re: Ab yahan koi naheen aye ga
Kahan gayi Sidz?![]()