Ab uss shakhs se kia gila karna

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

apki soch meri jesi nahi ho rahi :5:
sara qasur apni sar qissa e khatam hath jharing

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

Channel manager ka shayar ke khayalaat se mutafiq hona zaroori nahi :hehe:

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

jab banda phans jata hai to phir yehi kuch hota hai.

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

:k:

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

aapko kaise pata? aap bhi to nahin phans gae? :faizy:

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

phansy hoay ko phansy ka ehsas hota hai

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

good point. lekin kuch logon ke dilon main meri tarah duniya jahan ka dard hota hai :sid:

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

aap apny monh mian mitthoo na banein :faizy:

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

chalo. I take my words back

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

monh se niklay alfaaz wapas kahan hoty hain

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

pencil se likhe aur GS pe post kiye gae alfaaz edit ho sakte hain :p

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

meri fiker na karen phans gae to usko bhi khench lungi
ab k baras ham gulshan waly apna hisa poora len gey
phulon ko taqsem karen gey kanton ko taqseem karen gey:jj:

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

aap Gulshan e Iqbal ke konse block main rehti hain?

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

mery sheher me GULSHAN nahi unchi unchi dewaren hein:mad:

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

aap unchi unchi deewaron k peechay hain

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

:hehe: nahi

Re: Ab uss shakhs se kia gila karna

phir tu ap zaroor lahore fort mein rehti hain