~*~ Ab tum kisi se bhi ... Adhoora pyar mat karna ~*~

*Chalo tum saath mat daina

Mujhe beyshak bhula daina

Naye sapnay saja laina

Naye rishtay bana laina

Bhula daina sab hi waaday

Sab hi qasmain

Sab hi naataty

Tumhein jaana ijaazat hai

Jo dil chaahay woh sab karna

Magar ab tum kisi se bhi

Adhoora pyar mat karna …

Re: ~~ Ab tum kisi se bhi … Adhoora pyar mat karna ~~

Arif kahaN sey dhoond laatey ho yaar itni zabardast nazmeiN??? Bohat pasand aai mujhey…great stuff brother :k:

Re: ~~ Ab tum kisi se bhi ... Adhoora pyar mat karna ~~

Amal bahut shukriya aap ke compliments aur appreciation ka ... :)

Re: ~~ Ab tum kisi se bhi ... Adhoora pyar mat karna ~~

Anytime buddy ... you got good taste :)

Re: ~~ Ab tum kisi se bhi ... Adhoora pyar mat karna ~~

Punjabeyaan da taste vakhra hi honda jay ... :D

Re: ~~ Ab tum kisi se bhi ... Adhoora pyar mat karna ~~

Achi nazam hai aaj kya shairana mood hai bohat :D