Dar lag raha hai cafe main koi thread kholtay huay…Ya to daant parhay gi, besti kharab hogi ya thread lock ho ga…
Ye kia ho gaya Cafe ko…Itnay dinon baad aya to naqsha hi badla hua hai…
Acha khaasa, khelta koodta chorh kai gaya tha…
Dar lag raha hai cafe main koi thread kholtay huay…Ya to daant parhay gi, besti kharab hogi ya thread lock ho ga…
Ye kia ho gaya Cafe ko…Itnay dinon baad aya to naqsha hi badla hua hai…
Acha khaasa, khelta koodta chorh kai gaya tha…
Re: Ab to...
Lajjo got bullied :)
did u get a warning yet...
given the history, I bet you did :-)
Re: Ab to…
nazar lag gaiai pis sahib se rajoo karo ya koii nazrana de do shayad theek ho jaye
Re: Ab to…
lol…so how many threads have been locked thus far? ![]()
Re: Ab to…
tou nah choor kai jatai nah:smilestar:
Re: Ab to...
Hmmm...Kuch na kehte huay bhi bohat kuch keh gayeen Khumar khatoon...Is hansi ke peechay jo raaz jhalak raha hai us kai matlab kuch yun nikaltay hain kay Jawab-e-Jahilan basat khamoshaan...lol
Sahi hai bhai...Chalo, suna tha kai 'Qadar kho deta hai roz ka aana jaana'...Yahan to maamla hi ulta hai...
Re: Ab to…
Well, I believe, including this one, within two weeks I have opened eight of which 7 have been locked…All by Sheen…
Gaai bhi wapis kar di…
Re: Ab to…
baas jee kabhi garoor nahi kiya:chai: btw are u multinick of paki pride:hmmm:
Re: Ab to…
abb 3 post naa kar denaa…
uss par phaTaak saY lakeer kaY faqeer kee tarah warning miltee hai ![]()
Re: Ab to…
^
![]()
Re: Ab to…
^ ![]()
Re: Ab to…
No…Paki Pride is my multinick…
Re: Ab to…
Apna woh majh wala thread revive karo taakay kuch seekh sakoon…Maloom nahin konsi gaain doodh dene wali hain aur konsi nahin…
Re: Ab to…
yeh cafe hai, yahan roz roz ka na aana ho to log jhatt bhool jaatay hain.
LOLL ![]()
Re: Ab to…
I think you should put paki pride 786 because there is one without 786…
uss baY chaari ko khwa ma khwa kee warning dee hai tau naam tau yaad rakho ![]()
Re: Ab to…
Sirf do tarhaa ki gaiey hoti hain
Doodh dainay wali
Goobar dainay wali
![]()
Re: Ab to…
lagta bhi hai:chai: