**Ab to Aa ja Guzar gaya hun main
Log kehtay hain mar gya hun main
Tum se Milta tha Sirf Ujra hua
Dekh kitna sanwar gaya hun main
Khaar Chuntay umar Tamaam hui
Aaj pholon se bhar gaya hun main
Tu to aa k Wada wafa kar ja
Apne wade se phir gya hun mai
Ghum-e-hayat, Qissa-e-Shikast-e-hasti
Qaid shairon mein Kar gaya hun main
Muthiyaan khaak se bharay Dunia
Lehad mein utar gaya hun main**
TlGER
2
Re: Ab to Aa ja Guzar gaya hun main
Nice :k:
Re: Ab to Aa ja Guzar gaya hun main
[quote="enter10, post:43, topic:273126"]
**Ab to Aa ja Guzar gaya hun main
Log kehtay hain mar gya hun main
Tum se Milta tha Sirf Ujra hua
Dekh kitna sanwar gaya hun main
Khaar Chuntay umar Tamaam hui
Aaj pholon se bhar gaya hun main
Tu to aa k Wada wafa kar ja
Apne wade se phir gya hun mai
Ghum-e-hayat, Qissa-e-Shikast-e-hasti
Qaid shairon mein Kar gaya hun main
Muthiyaan khaak se bharay Dunia
Lehad mein utar gaya hun main**/QUOTE
khaar chuntey umar tumaam hui
aaj pholon se bhar gaya hun main
bohat aala.