*
Dil hijaR k durd se bhoojal hai ab aan milo tu behter hai
Is baat se hum ko kia mutlab ye kaise ho, kionker ho
Ik bheek k donon kasay hien, ik pyaas k donon pyaasay hien
hum kheti hien tum badal ho hum nadiya hien tum sagar ho
ye dil hai k jaltay seenay mein ik durd ka phoora alharr hai
na gupt rahay na phoot rahay koii marham ho koii nashtar ho
hum saanjh samay ki chahya hien tum charhtii raat ki chandarma
hum jatay hien tum aatay ho phir maill ki soorat kionker ho
ab ~insha jee~ ko bulana kia ab pyaar k deep jalana kia
jub dhoop aur chahya aik se hoon jub din aur raat barabar hoon
wo raatien chaand k saath gayeen wo baatien chaand k saath gayeen
ab sukh k sapnay kia dekhien jub dukh ka suraj sar per ho *
*wo raatien chaand k saath gayeen wo baatien chaand k saath gayeen
ab sukh k sapnay kia dekhien jub dukh ka suraj sar per ho *
very nice 
m_kamal
7
ye dil hai k jaltay seenay mein ik durd ka phoora alharr hai
na gupt rahay na phoot rahay koii marham ho koii nashtar ho
:k:
Aryaan
8
Bohat achey HeArT HaCKeR.:k:
reet
11
wo raatien chaand k saath gayeen wo baatien chaand k saath gayeen
ab sukh k sapnay kia dekhien jub dukh ka suraj sar per ho
nice 1…:k::k:
ghazalu.. kamal bhai.. aryaan.. chanduu.. koyaluu.. reet thankya all :)
Its Very Nice… 
Khaas kar…
hum saanjh samay ki chahya hien tum charhtii raat ki chandarma
hum jatay hien tum aatay ho phir maill ki soorat kionker ho
system
14
wo raatien chaand k saath gayeen wo baatien chaand k saath gayeen
ab sukh k sapnay kia dekhien jub dukh ka suraj sar per ho
It’s Wonderfull… HH 