Ab soo gaya khak mein, jub kuch kehne ka waqt aaya.

Sinay se laga kar kaha karta tha mera baap mujh ko,
~Tu Laal hai mera na sata mujh ko,
~pachtaye ga ek din main chala jaonga,
~Na chahte hoay bhi akela duniya mein chorr jaonga,
~Zamana dikhaye ga Garmi ki Shiddat tujh ko,
~Yaad kar k roaye ga tu phir mujhko,
~Mudaton se meray Baap ne sinay se nahi lagaya,
~Ab soo gaya khak mein, jub kuch kehne ka waqt aaya.

In living memories of my FATHER DEAR :cry:

Re: Ab soo gaya khak mein, jub kuch kehne ka waqt aaya.

so nice.

Re: Ab soo gaya khak mein, jub kuch kehne ka waqt aaya.

really v beautiful ... liked it alot .. :)

Re: Ab soo gaya khak mein, jub kuch kehne ka waqt aaya.

:k:

Re: Ab soo gaya khak mein, jub kuch kehne ka waqt aaya.

:lajawab: :k: Nice !!