ab sochtay hain keh

hum sanyaas le lein.:snooty:
nah to ab koe humein yaad karta hai aur nah he ab humein taha’ef pesh kiye jate hain

saltanat to waisay bhi chal rahe hai, hum na hoon ge to shayed dornay lage

:shikra: aaj maharaniyan kidher hai.dikhai nahe de rahein?

Re: ab sochtay hain keh

array bilkul bhi nahi..aisa tou sochiyah ga bhi nahi.. kyun kah hum aap ko yaad kartay hain na :D

aur yeh sanyaas kya hota hai?