naye kapaRe badal kar jaa’uuN kahaN aur baal banaa’uuN kis ke liye
vo shaKhs to shahar hi chhoR gayaa ab Khaak uRa’uuN kis ke liye
jis dhuup ki dil ko ThanDak thi vo dhuup usi ke saath gai
in jalti bujhti galiyoN meiN ab Khaak uRaa’uuN kis ke liye
vo shahar meiN thaa to us ke liye auroN se milnaa paRtaa thaa
ab aise-vaise logoN ke maiN naaz uThaa’uuN kis ke liye
ab shahar meiN is kaa baadal hi nahiN koi vaisaa jaan-e-Gazal hi nahiN
aivaan-e-Gazal meiN lafzoN ke guldaan sajaa’uuN kis ke liye
muddat se koi aayaa na gayaa sun_saan paRi hai ghar kii fazaa
in Khaali kamaroN meiN ‘Nasir’ ab shammaa jalaa’uuN kis ke liye
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Muddi
July 28, 2002, 10:58pm
3
Tum Koo Maloom Sahee Mujh Koo Too Maloom Nahee
Dard Jub Lutf Key Manzil Say Guzar Jaata Hai
Na Dilasoon Say Bahulta Hai Tarpta Howa Dil
Na Nigahoon Ko Kisee Toor Qarar Aata Hai
Hmmmmmmmm Suchi.........wink wink ~~~
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
naye kapaRe badal kar jaa'uuN kahaN aur baal banaa'uuN kis ke liye
vo shaKhs to shahar hi chhoR gayaa ab Khaak uRa'uuN kis ke liye
jis dhuup ki dil ko ThanDak thi vo dhuup usi ke saath gai
in jalti bujhti galiyoN meiN ab Khaak uRaa'uuN kis ke liye
vo shahar meiN thaa to us ke liye auroN se milnaa paRtaa thaa
ab aise-vaise logoN ke maiN naaz uThaa'uuN kis ke liye
ab shahar meiN is kaa baadal hi nahiN koi vaisaa jaan-e-Gazal hi nahiN
aivaan-e-Gazal meiN lafzoN ke guldaan sajaa'uuN kis ke liye
muddat se koi aayaa na gayaa sun_saan paRi hai ghar kii fazaa
in Khaali kamaroN meiN 'Nasir' ab shammaa jalaa'uuN kis ke liye
**
[/quote]
Meiji
Originally posted by NikamiJano:
**
naye kapaRe badal kar jaa’uuN kahaN aur baal banaa’uuN kis ke liye
vo shaKhs to shahar hi chhoR gayaa ab Khaak uRa’uuN kis ke liye
jis dhuup ki dil ko ThanDak thi vo dhuup usi ke saath gai
in jalti bujhti galiyoN meiN ab Khaak uRaa’uuN kis ke liye
vo shahar meiN thaa to us ke liye auroN se milnaa paRtaa thaa
ab aise-vaise logoN ke maiN naaz uThaa’uuN kis ke liye
ab shahar meiN is kaa baadal hi nahiN koi vaisaa jaan-e-Gazal hi nahiN
aivaan-e-Gazal meiN lafzoN ke guldaan sajaa’uuN kis ke liye
muddat se koi aayaa na gayaa sun_saan paRi hai ghar kii fazaa
in Khaali kamaroN meiN ‘Nasir’ ab shammaa jalaa’uuN kis ke liye
**
waaaahh Nikkammi Sahibaa waahhhhhhhh
arz kyia hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**Nass Nass meiN bassa hai piyaar uskaa aur “Shaakir” kaissi Uljhan hai
Usse yaad rakhooN to apne lyie ,bhool jaouN to maiN kiss ke liye<7B>
Nice One Janoo Ji!
us ko judaa hue bhii zamaanaa bahut huaa
ab kyaa kahe.n ye qissaa puraanaa bahut huaa
ab tak to dil ka dil se taarruf na ho sakaa
maanaa ki us se milanaa milaanaa bahut huaa
lo phir tere labo.n pe usii bevafaa kaa zikr
ahmad ‘Faraz’ tujh se kahaa naa bahut huaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
thori dair tu huns laynay daytay…
Interesting, dhoop kee thandak!!! yeh pagal bara siyana lagta hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
I like this ghazal and love to hear it.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
ghazal, that man has a koool voice!!
“i LoVe ThE SOUND Of A BrEaKiNg gLaSS”
Originally posted by NikamiJano:
**
naye kapaRe badal kar jaa’uuN kahaN aur baal banaa’uuN kis ke liye
vo shaKhs to shahar hi chhoR gayaa ab Khaak uRa’uuN kis ke liye
jis dhuup ki dil ko ThanDak thi vo dhuup usi ke saath gai
in jalti bujhti galiyoN meiN ab Khaak uRaa’uuN kis ke liye
vo shahar meiN thaa to us ke liye auroN se milnaa paRtaa thaa
ab aise-vaise logoN ke maiN naaz uThaa’uuN kis ke liye
ab shahar meiN is kaa baadal hi nahiN koi vaisaa jaan-e-Gazal hi nahiN
aivaan-e-Gazal meiN lafzoN ke guldaan sajaa’uuN kis ke liye
muddat se koi aayaa na gayaa sun_saan paRi hai ghar kii fazaa
in Khaali kamaroN meiN ‘Nasir’ ab shammaa jalaa’uuN kis ke liye
**
us becharay ko khas say allergy thi isliye shehar chor gya becara
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
anwayz nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
naye kapaRe badal kar jaa'uuN kahaN aur baal banaa'uuN kis ke liye
vo shaKhs to shahar hi chhoR gayaa ab Khaak uRa'uuN kis ke liye
jis dhuup ki dil ko ThanDak thi vo dhuup usi ke saath gai
in jalti bujhti galiyoN meiN ab Khaak uRaa'uuN kis ke liye
vo shahar meiN thaa to us ke liye auroN se milnaa paRtaa thaa
ab aise-vaise logoN ke maiN naaz uThaa'uuN kis ke liye
ab shahar meiN is kaa baadal hi nahiN koi vaisaa jaan-e-Gazal hi nahiN
aivaan-e-Gazal meiN lafzoN ke guldaan sajaa'uuN kis ke liye
muddat se koi aayaa na gayaa sun_saan paRi hai ghar kii fazaa
in Khaali kamaroN meiN 'Nasir' ab shammaa jalaa'uuN kis ke liye
**
[/quote]
oh NJ kya yaad dila diya ... ab dhondhi parhey gi sunneney key liye , pata naheen kiss koney meiN he ... excellent selection .. thanks for sharing yara ...
Nayab
July 30, 2002, 4:44pm
10
Originally posted by Muddi:
**Tum Koo Maloom Sahee Mujh Koo Too Maloom Nahee
Dard Jub Lutf Key Manzil Say Guzar Jaata Hai
Na Dilasoon Say Bahulta Hai Tarpta Howa Dil
Na Nigahoon Ko Kisee Toor Qarar Aata Hai
Hmmmmmmmm Suchi…wink wink ~~~
**
wink wink bohat kaartey ap nikami ko
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
kher hai na
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
thanks anyways aur guyaeb kahan hian ap
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
shukria anyways
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
u know har pagal he sayana hota ap ko nahi pata
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
..oh u love to hear but me suna nahi sakti k speaker nahi hia…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
thanks ThTs..Rameesha g nayab g Sharara and shakir…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Originally posted by Eastern Thoughts:
**Nice One Janoo Ji!
us ko judaa hue bhii zamaanaa bahut huaa
ab kyaa kahe.n ye qissaa puraanaa bahut huaa
ab tak to dil ka dil se taarruf na ho sakaa
maanaa ki us se milanaa milaanaa bahut huaa
lo phir tere labo.n pe usii bevafaa kaa zikr
ahmad ‘Faraz’ tujh se kahaa naa bahut huaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
and thanks EastreN from WestraN…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Uffffff mein samjha ke aap ke kaan naheen hain
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
Mic use hoota hay Sunnay kay leay, Speaker nahi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
thori dair tu huns laynay daytay…
Azam_1
August 4, 2002, 11:15am
20
**
nikami ji .. kis ne kaha ke main shahar chhoR gaya hoon ???
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
main to abhi tak yaheen dhakey kha raha hoon
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
saboot ke tor par arz kiya he ..
awara he galiyoon me, main or meri tanhaai ..
jain to kahan jain, har mooR pe ruswai ..
main or meri tanhaai …
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
**
I am like an Open Book Except for the few pages of my past, My life is an empty book. It takes the shape of a mystery, To me it does at least. For I cannot tell what happens next, Too many cliffhangers and too much suspense. But its clues all lead eventually to the same place, Unfortunately it does not say where. It only says get the next book, For in this one you’ ve ran out of room.