~ Ab muqaddar hogaya hai andheroon ka safar ~

Teri manzil aur thee mera thikaana aur thaa Raah badalnay ki wajah kuch aur bahaana kuch aur thaa

Ab muqaddar hogaya hai yeh andheroon ka safar
Hamsafar suraj kabhi thaa woh zamaana aur thaa

Muskura ke beneyyazi se kaha us ne mujhe
Chaut tum ko aa gaee mera nishaana aur thaa

Lamha lamha ab badaltay hain muhabbat ke asool
Qais jab Majnoo huwa thaa woh zamaanaa aur thaa

Hausla tum mein nahee thaa jis ko parhnay ka ‘Saahil’
Dard mein dooba huwa woh fasaanaa aur thaa …

Wah, Bohat khoob. :k:

beautiful..:k:

thx for sharin arif bhai..

dard main doba huwa woh fasana aur tha …Nice :k:

buhat heeeeee khob

Muskura ke beneyyazi se kaha us ne mujhe
Chaut tum ko aa gaee mera nishaana aur thaa

Thanks all ...

bahut khoob thanks 4 sharing!

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
bahut khoob thanks 4 sharing!
[/QUOTE]

Thanks a lot Lamhay Ji .... Aap hi ka intezaar thaa ... :)

:flower2: Very nice:flower2:

Re: ~ Ab muqaddar hogaya hai andheroon ka safar ~

[QUOTE]
*Originally posted by zawanfira: *

Teri manzil aur thee mera thikaana aur thaa
Raah badalnay ki wajah kuch aur bahaana kuch aur thaa

Ab muqaddar hogaya hai yeh andheroon ka safar
Hamsafar suraj kabhi thaa woh zamaana aur thaa

Muskura ke beneyyazi se kaha us ne mujhe
Chaut tum ko aa gaee mera nishaana aur thaa

Lamha lamha ab badaltay hain muhabbat ke asool
Qais jab Majnoo huwa thaa woh zamaanaa aur thaa

Hausla tum mein nahee thaa jis ko parhnay ka 'Saahil'
Dard mein dooba huwa woh fasaanaa aur thaa ...
[/QUOTE]

Nice arif bhai ap ka thikana aur hee tha :D

ab to sirf voh he hein na?

woh kalay lambey baal aur chand sa chera ap ke S .

Re: ~ Ab muqaddar hogaya hai andheroon ka safar ~

Lamha lamha ab badaltay hain muhabbat ke asool
Qais jab Majnoo huwa thaa woh zamaanaa aur thaa

Wah … :flower2:

Buhat khoob ...

Re: ~ Ab muqaddar hogaya hai andheroon ka safar ~

Wonderful… :flower1: