**Ab mujahay jana hai
Mari jaan aab mujahay jana hai
Tumahari yaad kay saharay jeena hai
Tumahari nafrat ko Dilsay laga kar
Teray faislay par roona hai
Har moor hoo ga tanhayee ka
Har moor hoo ga ruswai ka
Har ahh ho ge barfeeli
Har zakhma hoo ga taza sa
Kabhi jo tu tanaha hoo ga
Mari yaad tum ko aya gee
Mujahay talab hai tari
Tujahay khawaish hai judai kee
Lambay safar par jana hai
Lambi neend soona hai
Kabhi ho jo guzar tara
Akheeri safar gaha say
Rook kar tum dekh leena
Kabar ke namee ko
Phool wo he sookha sa
Jo aab tak sanbahal rakha hai
Muskura kar tum ko dekhay ga
Dua tum ko ya day ga
Shukar hai ka tum dee
Ansoonoon say nam mati
Phir kahay ga tum ko wo
Ab mujahay tu rahat hai
Dard hai tu andar hai
Ankh naam na karna tum
Khak baas ura deena
[QUOTE] Originally posted by Dilsay: *
**Ab mujahay jana hai
Mari jaan aab mujahay jana hai
Tumahari yaad kay saharay jeena hai
Tumahari nafrat ko **Dilsay* laga kar
Teray faislay par roona hai
Har moor hoo ga tanhayee ka
Har moor hoo ga ruswai ka
Har ahh ho ge barfeeli
Har zakhma hoo ga taza sa
Kabhi jo tu tanaha hoo ga
Mari yaad tum ko aya gee
Mujahay talab hai tari
Tujahay khawaish hai judai kee
Lambay safar par jana hai
Lambi neend soona hai
Kabhi ho jo guzar tara
Akheeri safar gaha say
Rook tum dekh leena
Kabar ke namee ko tum
Phool wo he sookha sa
Jo aab tak sanbahal rakha hai
Muskura kar tum ko dekhay ga
Dua tum ko ya day ga
Shukar hai ka tum dee
Ansoonoon say nam mati
Phir kahay ga tum ko wo
Ab mujahay tu rahat hai
Dard hai tu andar hai
Ankh naam na karna tum
Khak baas ura deena
by Dilsay **
[/QUOTE]
bhai dilsay ye bahut hi achi kavish hai ap ne lafzoon ka bahut khobsurati se istemal keya hai ke har lafz se ap ke dard ki shiddat ka bakhobi andaza hota hai
[QUOTE]
*Originally posted by guybrush: *
nice yaar
lets see wat Azad has to say about it
[/QUOTE]
Azad has already replied.... and his reply is nice seems like this has also touched his heart.... baas dilsay jo behi kaha jaya dil ko to acha he lagay gaa na.....