ab mairee baat ka kaun yaqeen karay ga

sari bay’izzati kharab ho gai :bummer:
maira metric ka certificate kahin khoo gaya hay

How can i prove i am likha paRha naujawan :crying:
ab kaun mairee baat ka yaqeen karay ga kay main school gaya thaa :frowning:

Re: ab mairee baat ka kaun yaqeen karay ga

U speak Anglash...u become parha likhya..

Re: ab mairee baat ka kaun yaqeen karay ga

han han kya proof hai.

ur fault.

Re: ab mairee baat ka kaun yaqeen karay ga

**Behtr ho gya dude

ab to kisi ko ye b pta nae lgey ga k tum metric mai fail they** :omg:

Re: ab mairee baat ka kaun yaqeen karay ga

fail nahi hua thaa :mad:
bass mehnat thooRi zyada ki thee :bailan:
Teen saal main achhi tarhaa paRh kay metric pass kiya thaa
doosroon ki tarha nahi kay aik hi saal main futt say metric paas kar liya :naraz:

Re: ab mairee baat ka kaun yaqeen karay ga

main nay bhi metric nahi kia…sirf high school kia hai :smooth: