Khud ko azmana chahti hun Main tujhey bhool jana chhati hun Kat,ta nahin hai zindagi ka safar tanha Han ab main tujhey pana chahti hun Girun gi to tham lo gey tum a kar mujhey Ye soch k main larkharana chahti hun
Bila sabab bichar jana acha nhi lagta Main juda honey ka bahana chahti hun <O:p Dil b mera jan b meri sansen bhi meri Main tujh pe sab kuch lutana chahti hun Cheen ley na koi mujh sey muhabbat teri sari dunia sey tujhey chupana chahti hun
] Bohat kar chuki main tujhey yaad jana Ab main tujhey yaad ana chahti hun <O:p