Ab koi aye toh kehna k musafir toh gaya

***ab koi aye toh kehna k musafir toh gaya
ye bhee kehna k bhala ab bhee nah jata logo

rah tuktai hoey pathra si gaye thi ankhain
ahh bertey hue chalni hua seena yarro

hont jaltey tha jo leta tha kabhi app ka naam
is tarah aur kisi ko na satana logo

koi khabar uss ki hamain ho toh tumhey batlain
kaun nagar,kaun gali,kaun muhala logo

chand lafzoon ka muamma tha wo uljah sulja
uss ne toh naam bhi poora na bataya logo.***

Re: Ab koi aye toh kehna k musafir toh gaya

hont jaltey tha jo leta tha kabhi app ka naam
is tarah aur kisi ko na satana logo


Nice Sharing :k:

Re: Ab koi aye toh kehna k musafir toh gaya

wow

Re: Ab koi aye toh kehna k musafir toh gaya

:k:

Re: Ab koi aye toh kehna k musafir toh gaya

kuch samj nahi aya? khair achi hai..

Re: Ab koi aye toh kehna k musafir toh gaya

thanks every one, aur taliba jee school chale jana tha nah. kabhi free time main samja doon ga. wait 4 that time ok.