**ab kis k liye udas bethy ho.............???

jab wo ik shaks dastaras main tha…
us se milna tumhary bas main tha…
us ki ankhain tumhari amnkhain thi…
us ki batain tumhari batain thi…
us ka chehra tumhara chehra tha…
us k dil pe tumhara pehra tha…
wo jo kehta tha beqarari hai…
meri sari wafa tumhari hai…
sirf tum se mujhe muhabbat hai…
sirf tum se meri haqeeqat hai…
tab tum us k her ik jumle ko…
tab tum us k her ik jazbay ko…
ek hansi main uraya krty thy…
sun k tum bhool jaya krty thy…
apni tanhai k galy lag k wo sary ansooo ro gya ik din…
ek pathar se dil laga kr…
khud b pathar ho gya ik din…
ab wo tum se to kuch nahi kehta…
be niazi k dukh b nahi sehta…
us ki ankhain ab us ki ankhain hain…
us ki batain ab us ki batain hain…
bhool jana tumhari adat hai…
ab wo shaks dastaras main nahi…
us se milna ab tumhary bas main nahi…
kis liye ab udas bethy ho…???

Re: **ab kis k liye udas bethy ho…???

Bahut khoob Maliha … :k:

Re: **ab kis k liye udas bethy ho.............???

nice sharing

Re: **ab kis k liye udas bethy ho…???

:lajawab: