Ab kia karain

Daikhna hussan ka mushkil ho gia bahanay say
Ab kia karain Azad~ Jee to bhar gia payma’nay say

Adab Arz

itni pee gaye ab to paumaana tootne ko he

par ye dil ka saaghar bharne ko nahi aata

Nice one azad :k:
aabi, good one :k:

[QUOTE]
*Originally posted by Aabi: *
itni pee gaye ab to paumaana tootne ko he

par ye dil ka saaghar bharne ko nahi aata
[/QUOTE]

Dil ki kia baat karain dil to hay nadaaN janaaN

*Capri * Nawazish

Very nice

[QUOTE]

Dil ki kia baat karain dil to hay nadaaN janaaN

[/QUOTE]

Nadaan he dil to kiya huya he pyar se aashna janaan

:k:

Kya kehnay :)

thank u all