~*~ Ab ki baar socha hai ~*~

Barishon ke mausam mein
Tum ko yaad karne ki
Aadattain puraani hain
Ab ki baar socha hai
Aadattain badal dalen
Phir khayal aaya ke
Aadattain badalne se
Baarishain nahi rukteen … !

Re: ~~ Ab ki baar socha hai ~~

:)

Re: ~~ Ab ki baar socha hai ~~

nice