tou shayad kabhi khabon main milain
jis tarha sookhay huay phool kitabon main milain
The Original version
*dhond ujray huay logon main wafa ke moti
ye khazaney tujhey mumkin hai kharabon main milain
ab na Wo hain na wo Tu hai na wo mazi hai faraz
jesey dow shaks tamana ke sarabon main milain*