Ab kay

Chalo achchha hai k’ ab-ke ye Eid tanhaa guzri . . .
Tum aa jaate to gale mil-ke bahut rote

Re: Ab kay

:teary2:

Re: Ab kay

kiyun donon ne jaib main glycerine ka spray chupa rakha tha?

Re: Ab kay

lagtaa hai k “donoN” ke paas “ideas” kii kamii hai k kaise vasl kii ghaRiyaaN saath bitaanii chaahiye! :cb: :stuck_out_tongue: :smiley:

are bhai, jaa ke nokkaR pe ice cream cone hii khaa aayeN…rone se to bahtar hai!!! :cb:

Re: Ab kay

Ro Lynay sy Dil ka Bojh halka ho jata hy............?

Aanay do.............