Ab Kay Baras..........

aay umer e rawan!
aa pass mera,
ek raaz ki baat batani hay
ek khawab sunana hay tujh ko
ek dard ki theas si dil mein hay
ek r6ung dikhana hay t6ujh ko
aay umer e rawan!
aa pass mera
yah neem shabi ki khamooshi
yah neend ki palkain boojhal si
ek khoof sa zehan o dil per hay
tanhai meri chupka sa khay
aay umer e rawan!
aa pass mera
tujh sa fakht kehna hay mujh ko
raftar ko apna dheema rukh
ek shaksh sa milna hay mujh ko
milna ki ghari jo tehri hay
doo char yah ab kai baras
aay umer e rawan!
aa pass mera

Buhat khoob Dr. Sahiba :k:
Suna hai doctaron ko shairee se lagao naheen hota, kia yeh sach hai?

boht khoob sister:)

capo bhae dr ka dil nahe hota kia :)

zaberdast :k:

kiyoon bhay kia kabhi aap na yah nahee suna kai dil kay doctors bhi hotay hain phir woh mein bhi too ho sakti hoon.
bakool shair,
zarkhaiz zameenain kabhi banjar nahe hooteen
driya hi bhool jatay hain rasta usa kehna.

[QUOTE]
Originally posted by *Masoom Muskaan: *
capo bhae dr ka dil nahe hota kia :)
[/QUOTE]

Hote to hain magar woh isay Blood Pumping Machine hee samajhte hain!

Very nice indeed:k:

beautiful :k::k: