Ab kay baras Kuch Aisa karna

Ab kay baras Kuch Aisa karna
*
Ab kay baras kuch aisa karma
Apnay guzray 12 maah kay
Dukh such ka andaza karma
Bisri yaadain taaza karma
Saada sa ek kaaghaz lay kar
Apna beeta kal likh lena
Guzra eke k pal likh lena
Saaray dost ikhatta karma
Saari subhain haazir karma
Saari shaamain paas bulana
Aur illawah un kay dekho
Ek ek yaad gumaN main laana
Phir mohtaat qiyaas lagana
Gar tou khushiyaan barh jaati hain
Tou phir tum ko meri taraf sey
Aanay wala saal MUBARAK
Aur agar ghum barh jain tou
Mat baykaar takalluf karma
Dekho tum phir aisa karma
Meri khushiyaan tum lay lena
Mujh ko apnay ghum day dena
Ab kay baras kuch aisa karma…
*
Naya Saal Mubarak !

nice dania
kiss ki poem hai yeh ???

Nice one.. !

Aap ko bhi naya saal mubarak ho bahut :)

:k:

Aghlay baras aisa karna
Aghlay barass phir say kehna

Aap ko bhi naya saal mubarak ho :)

:k:

bhut khoob :k:
:slight_smile: