*Zinda rahein tu kya hai jo mar jayein hum tu kya
Duniya mein khamoshi se guzar jayein hum tu kya
*
Waqae ji durst kaha ap nay **
Hasti hi apni kya hai zamaane ke saamne
Ek khwaab hai jahaan mein bikhar jayein hum tu kya
*so true *
Ab kaun muntazir hai hamaare liye yahaan
Shaam aa gae hai laut ke ghar jaayein hum tu kya :( :(
Dil ki khalish tu saath raheygi tamaam umer
Dariyaa-e-Gham ke paar uttar jayein hum tu kya...*
[/QUOTE]