Is Payhaar Raat kay kahan ja’oon
Neend ahay tu , tora soo ja’oon
Pa’oon zakhmii or Musafaat lambi
Na kahin Rastay mein mar ja’oon
Fasal jissay hoo Ummedon ke sayraab
Aysa darya mein kyun na baan ja’oon
Kon wahan mayra intayzar kartah hai
Bahlaaa kiss kay leay ab Ghar ja’oon
In galiyon tayray Saath Tah khabi ghooma
Ab mein Tanhaa , kahan , kidhaar ja’oon
Milon ussay ek Gulay khush.numa ke tarha
Us kay qadmoon mein . mein bikhar ja’oon
Dastay qudraat laga wooh thukhar mujay
Jis kay kahtay hee abb shambhaal ja’oon
pyar kay geet tayray . gahta phiroon
is junnon mein jahan jidhaar ja’oon
kohi ummed ke khashti ho jisay laykar mein
Ghum kay darya kay us paaar utaar ja’oon
Nah rakna Naaash mayree is dayaray Ghair mein tum
Joh agar yahan kahin , bay.basi mein marjaoon
Karo sitam kohi kay Jaaan hoo Tamaam mayree
hai Waqt neeza mera ab kahan khidar jaa’oon
(Aliyish)