http://www.yadain.net/wp-content/uploads/2013/06/20130612-220901.jpg
Re: ab k baras koe na ho ga
Buy a car & hire driver & bodyguard
chhatri bhi aur chhatri wala bhi
Re: ab k baras koe na ho ga
"ab ke baras" se mujhe yeh gaanaa yaad aa gayaa:
**
ab ke baras tujhe dhartii kii raanii kar deNge
ab ke baras terii chunar ko dhaanii kar deNge**
nice song magar aap guess nahiiN kar sakte k kis ke liye yeh gaanaa gaayaa gayaa hai! :D
Re: ab k baras koe na ho ga
agle saal kiyun? iss saal barish nahin hogi?
Re: ab k baras koe na ho ga
esi baras ka kaha hy agly saal thori
Re: ab k baras koe na ho ga
Ay LaRki…Bheegay Qadam na laana ghar mein
ThoRi dair or awaraGardi karo, ja Khushk ho ja`ayn tab aana.![]()
Re: ab k baras koe na ho ga
yeh chatrian hamesha sath nahin detein