system
1
Ab jo looTey ho itney saalooN maiN
Dhoop uthree howi hai baaloon maiN
Tum meri aankh kay samunder maiN
Tum meri rooh kay ujaalooN maiN
Phool hi phool khil uThey mujh maiN
Koun aaya meray khayaalooN maiN
MeiN ney jee bhar k tujh ko daikh liya
Tujh ko uljha k kuch sawalooN maiN
Meri khusiyooN ki kainaat bhi tu
Tu hi dukh dard k hawalooN main
Jab tera doostooN maiN zikr aaye
Tees uThti hai dil k chaalooN maiN
Tum sey aabaad hai ye tumhaayii
Tum hi roshun ho ghur k ujaalooN maiN
Kiya usse yaad aa raha hoon ~Wasi~
Rung ubhrey hain uss kay gaalooN maiN…
*
– Wasi Shah
Dilsay
4
wonderful this is great....
nikii
6
Re: ~Ab jo looTey ho itney saalooN maiN... ~~
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
*
Ab jo looTey ho itney saalooN maiN
Dhoop uthree howi hai baaloon maiN
Tum meri aankh kay samunder maiN
Tum meri rooh kay ujaalooN maiN
MeiN ney jee bhar k tujh ko daikh liya
Tujh ko uljha k kuch sawalooN maiN
Meri khusiyooN ki kainaat bhi tu
Tu hi dukh dard k hawalooN main
Kiya usse yaad aa raha hoon ~Wasi~
Rung ubhrey hain uss kay gaalooN maiN…
*
-- Wasi Shah
[/QUOTE]
vivo nice choice :~)
Daagh
11
bahot khoob Vivo
*Phool hi phool khil uThey mujh maiN
Koun aaya meray khayaalooN maiN
MeiN ney jee bhar k tujh ko daikh liya
Tujh ko uljha k kuch sawalooN maiN*
wah wah
Wah… Kia baat hai wasi shah ki:k: I just love it..