Ab in lafzon ka peecha

Naya ek Rishta paida kyun karein Hum.

Bicharna hai to jhagra kyon karain Hum.

Khamoshi se ada ho rasm.E.Duri.
Koi hungama barpa kyon karain Hum.

Ye kafi hai k Hum dushman nahi hain.
Wafa-Dari ka da’awa kyon karain Hum.

Wafa, ikhlaas, qurbani, Mohabbat.
Ab in lafzon ka peecha kyon karain Hum.

Re: Ab in lafzon ka peecha

Khamoshi se ada ho rasm.E.Duri.
Koi hungama barpa kyon karain Hum.

Dil ki bhaRaas kaise nikle go phir?

Re: Ab in lafzon ka peecha

Bohat Umdah.........LPG

Re: Ab in lafzon ka peecha

ghar k bartan torr k

Re: Ab in lafzon ka peecha


aanson ?

Re: Ab in lafzon ka peecha

aansu kamzori ka hathiar hai

Re: Ab in lafzon ka peecha

aanson hv benefits :D

Re: Ab in lafzon ka peecha

wat benifits?

Re: Ab in lafzon ka peecha

good nice poetry

Re: Ab in lafzon ka peecha

khamkhah.. kuch ghusse aanso'on se kam nahin hote