Ab dukhoon ke saye mein anchal bacha ke kya karain

*Ab dukhoon ke saaye main, aanchal bacha ke kya karain Zehan bhi apna bigar gaya hai dil bacha ke kya karain Ek shookh nazar us ki thee dil lutta ke le gaee Sookhi huwi aankhon mein ab aansoo laga ke kya karain Maut bhi aati nahee hai khudkushi haraam bhi Duniya mein apna koi nahee duniya bana ke kya karain Har saans mein ussi ki ab mehak aati hai mujhe Phool hi jab aslee nahee khushboo saja ke kya karain*

bahot hii achhi ghazal hai Amarbail sahiba...

matla to bahot hii achha laga

Ab dukhoon ke saaye main, aanchal bacha ke kya karain
Zehan bhi apna bigar gaya hai dil bacha ke kya karain

eska doosra misra mujhe yun kahte hue achha laga

jab zehan hii apna bigar gaya tou dil bacha ke kya kareiN

it just came in my mind so thought to tell you otherwise it is fine...

daad kubul kijiye es achhi ghazal pe...

Re: Ab dukhoon ke saye mein anchal bacha ke kya karain

:k:

Very nice

Nice :k:

bohat khoob..

wah!..:k:

:k: :k: very nice

Re: Ab dukhoon ke saye mein anchal bacha ke kya karain

[QUOTE]
Originally posted by Amarbail: *

*Ab dukhoon ke saaye main, aanchal bacha ke kya karain
Zehan bhi apna bigar gaya hai dil bacha ke kya karain
Ek shookh nazar us ki thee dil lutta ke le gaee
Sookhi huwi aankhon mein ab aansoo laga ke kya karain
Maut bhi aati nahee hai khudkushi haraam bhi
Duniya mein apna koi nahee duniya bana ke kya karain
Har saans mein ussi ki ab mehak aati hai mujhe
Phool hi jab aslee nahee khushboo saja ke kya karain

[/QUOTE]

True :( thanks for sharing gr8 one!