ab bahut bebasi main paray hain vo

ab bahut bebasi main paray hain vo
gali gali main kutton se goohmtay hain vo

ustaadi dikhlanay ghazlain likhtyay hain vo
har ghar ki chowkidaari kartay rehtay hain vo

kisi baat pe sakoon nahin aatay unnay
har baat baat main jalay jaatay hain vo

jalan unki ab poonch tak paunch gaayi
jalti poonch dekh ab bahut rotay hain vo

tehra zehn hai, tehri poonch hai unki
kisi kuttay khaandaan k paidaashi hain vo

insaan oopar se badal jaata hai
lakin tukhm? kaisay badlain vo?

ab bahut bebasi main paray hain vo
gali gali main kutton se goohmtay hain vo