***Kaha us ne
mujhe tab waaqe tum se muhabbat thi
kaha main ne
mujhe to aaj bhi tum se muhbbat hai
wo tab ki baat karti hai
main ab ki baat karta hon
magar is Ab aur Tab k darmiyaan
jo faasla hayal hai
wo hum dono se mil kar bhi sameta ja nahi sakta
Wo AB ko aa nahi sakti
Main TAB ko pa nahi sakta…!***