Ab andheron main karey aakey ujala koi ....

**
Ab andheron main karey aakey ujala koi …

Aik hasrat hai ho chahney wala koi …

Aye mere dosst mujhey piyar ke lehjey main bula ..

Warna phir kar na sakey ga tuu azaala koi ; )**

Re: Ab andheron main karey aakey ujala koi …

dhamkii? magar, hai pyaar bharii…yeh to aisaa hii hai jaise koii kahe, “aisaa karo varnaa…” aur agar koii poochhe, “varna kia…?” to vo jawaaban kahe, **“varna maiN Khud kar luuNgaa!” **:cb:

Re: Ab andheron main karey aakey ujala koi …

:hehe:…:k: