is waqt to youn lagta hai k ab kuch bhi nahi hai
mehtab na sooraj, na andhaira na saweera
aankhoon kay dareechoon pay kisi husn ki chilman
or dil ki panahoon main, kisi dard ka daira
mumkin hai koi wehm tha, mumkin hai suna ho
galiyoon main kisi chaap ka ek akhri phaira
shakoon main, khayaloon kay ghanay pair ki shayad
ab aa kay na karay ga koi khwaab baseera
Re: ab aa kay na karay ga koi khwaab baseera…
wah wah wah . . . :k:
Jub samajh aa jaya ge tu i’ll do more wah wah ![]()
Re: ab aa kay na karay ga koi khwaab baseera....
Bohat khoob
Re: ab aa kay na karay ga koi khwaab baseera…
nomi k bachay jab samjh nahi aai to yahan kia ker rahay ho ![]()
Re: ab aa kay na karay ga koi khwaab baseera…
khood he link diya tha . . . abb mujhay kia pata tha samajhna bhe ha ![]()
Re: ab aa kay na karay ga koi khwaab baseera....
bohot aala....lutf aa gaya
suuuuuuuuuuuuperb :k:
ps
Nomi :thapar:
bohot khoob :k:
Long time no see?? :aq:
*thanday paani ke balti sir pa *![]()
Re: ab aa kay na karay ga koi khwaab baseera....
Bohat khoob Sheal, Good to see you back..:)