aaye kuch Abr kuch Sharab aye

http://rekhta.org/Images/UrduShayari/ur_aae-kuchh-abr-kuchh-sharaab-aae-faiz-ahmad-faiz-ghazals.png

Re: aaye kuch Abr kuch Sharab aye

aaj tum be0hisaab yaad aae :hinna:

Re: aaye kuch Abr kuch Sharab aye

kia sharaab kii baarish matloob hai? agar aisaa huaa to saRkoN pe sabhii muNh khole aasmaan kii taraf tak rahe hoNge k kab koii ek qatra hii sahii unke muNh meN aa Tapke! :D

Re: aaye kuch Abr kuch Sharab aye

:hinna:

kar raha tha gham-e-jahaN ka hisab
aaj tum yaad bay hisaaab aay