Aayaa Bhe nahee.....

pyaas vo dil kii bujhaane kabhi ayaa bhe nahin
kaisaa baadal hai jiskaa koi saaya bhii nahin

berukhi is se bari aur bhalaa kyaa hogi
ek muddat se hamen us ne sataayaa bhi nahin

roz aata hai dar e dil pe vo dastak dene
aaj tak hum ne jise paas bulayaa bhe nahin

sun liyaa kaise Khudaa jaane zamaane bhar ne
vo fasanaa jo kabhii hum ne sunaayaa bhe nahin

Re: Aayaa Bhe nahee.....

Hmmm nice one Saroo

Re: Aayaa Bhe nahee…

nice :k:

Re: Aayaa Bhe nahee.....

zabar10

Re: Aayaa Bhe nahee.....

beautiful!

Re: Aayaa Bhe nahee.....

Very Nice

Re: Aayaa Bhe nahee.....

nice1

Re: Aayaa Bhe nahee.....

*nice sharing after long time :-) *

Re: Aayaa Bhe nahee.....

I'm loving it :)