aay waqt .................

**aay waqt ruk ja tham ja tehar ja
wapis zara dooorh peacay

and saray OLD Guppies ko wapis lay aaa :teary1: :frowning:

Guppies like
Hertu
Nayab
B_V
Sinner
DM batiji baiwafa
KSA Kuri
Sherni
IP
ASA
Nancy
Irem
Niki
and bohat say dosray
:teary1: **

Re: aay waqt …

mera nick kahan hai :grumpy:

Re: aay waqt …

**zara ankhain khool kar daikhian nazar aa jaiay ga **:snooty:

Re: aay waqt .................

Choro puranoo ko naye lougo sai baat keroo:)

Re: aay waqt .................

New loug b puranay hain liken apni ID nahi batatay hain
and Ajnabiyoon say baat kartay howay i dont feel comfortable

Re: aay waqt .................

:D

Re: aay waqt …

yaar bhai tumhai mujhay dukh denai mai mazaa aata hai
bhai yaqeen kero sirf aur sirf aik hi ID hai kaho to dosri bena loo :hoonh:

Re: aay waqt …

aaap koon :rolleyes:

Re: aay waqt …

mai aap ke nahi baat nahi kar raha hon
more than 80 person yaha par multinicker hain

Re: aay waqt .................

agar hai to honai do, tum bus theek thak sub sai hansi mazaak keroo aur kia
konsa tumhai inn lougo (multinickers) sai koi business deel kerni hai :D

Re: aay waqt …

**
i cannot i cannot **

Re: aay waqt .................

Koi dosroo k kamoo mai tang arha tai hoo ye sirf dukhi honai wali kaam hai bhai :)

Re: aay waqt …

:hehe:

Re: aay waqt …

mai nay kab arhaie hay tang
esi laiy to mai nay bohat kam kar diya hay GS par ana

Re: aay waqt …

kaya howa bhai sahib app barhay mazzay lai rahai hai :hoonh:

Re: aay waqt .................

^^ Wo mazay lainay nahi balkay app ko lainay aiay hain

Re: aay waqt …

Mujhai lenai koi bhai mara kia woh achar dalai gai :snooty:

Re: aay waqt …

kia pata unhoon nay achaaar he dhaaalna ho Who Knows :hoonh:

Re: aay waqt …

Nahi mai nahi jata uss k sath suna hai Shair hai
kambacht puri gazaal suna ker chorai ga :bummer:

Re: aay waqt .................

^ chalain mai sifarish karooo ga wo pori ghazal nahi sunaian gay balkay qitaat sunaian gay :p