aay taiz hawa naraz na hoo
is dil main salamat hai abtak,
wo shoki-e-lab wo harf-e-wafa
wo naqsh-e-qadam wo aks-e-hina
soo baar jisay choma humnay
soo baar parastish ki jiski
is dil main salamat hai abtak
wo girya-e-alam wo dida-e-nam
hum jis main chupa ker rakhtay thay
taswer bikharti yado ki
zanjeer pighaltay wado ki
pounji nakam irado ki
aay taiz hawa naraz na ho
is dil main salamt hai abtak
saman bicharti sa’at ka
kuch tokray garam dopahro k ,
**kuch raizay naram sawalo k **
**kuch dar anmol khayalo k **
ek sacha roop haqeqat ka
**ek sacha lafz mohabat ka… **
Re: aay taiz hawa naraz na ho
*ek sacha laft mohabat ka...... *
shud b lafz
P.S beautiful
Re: aay taiz hawa naraz na ho
ohh yah that was typo mistake
thanx
Re: aay taiz hawa naraz na ho
hmm its beautiful :k:
Re: aay taiz hawa naraz na ho
beautifull.. ![]()
Re: aay taiz hawa naraz na ho
vwonderful
Re: aay taiz hawa naraz na ho
bery nice
Re: aay taiz hawa naraz na ho
Hum Prasand Hovay ![]()
Re: aay taiz hawa naraz na ho
^ kya huaey ![]()
khan sahab pashto nishta
Re: aay taiz hawa naraz na ho
tou meinny kab kaha tha k udas huey ![]()
Re: aay taiz hawa naraz na ho
^Shukar Hay ALLAH Pak Ka dua parrhing
Re: aay taiz hawa naraz na ho
v nice one bheegi yaad :) kabhi koyal ko b yaad kar lea karo :)
Re: aay taiz hawa naraz na ho
acheee baat hai keep on parhing dua ![]()
Re: aay taiz hawa naraz na ho
v nice one bheegi yaad :) kabhi koyal ko b yaad kar lea karo :)
mujhay ku ku karna nai aata na :( kaisay yaad karoon koyal ko
P.S thanx dear
Re: aay taiz hawa naraz na ho
Beautiful.
Re: aay taiz hawa naraz na ho
nicee bheegi :)