aay dil kisi ki yaad main
hota hay beqaraar kiyon? … ![]()
Mammmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
hummmmmmmmmmmmm
zindahabad....
jis ne bhula diya tujhe
us ka hai intezaar kyoon *sigh
Re: Aay dil
![]()
apke sath to pata nahi kia kia problems hain:bummer:
anyways apko yaad kis ke aa rahe hai;)![]()
![]()
Re: Re: Aay dil
Churail ![]()
wo na milega ab tumhe...
jis ke tumhy talaash hai...
[QUOTE]
*Originally posted by AsSweetAs: *
wo na milega ab tumhe...
jis ke tumhy talaash hai...
[/QUOTE]
humm
Re: Aay dil
mujhe kia pata:bummer: ![]()
Re: Re: Aay dil
yahi to mushkil hay
Re: Re: Re: Aay dil
![]()
tum baat gohma phira kar bohut kartay ho:bummer:
aur haan poetry mein sirf poetry ke baray mein baat karne chahye apne private life ke baray mein nahi:p
Re: Re: Re: Re: Aay dil
private life .. ghalban aap parrosan ki baat kar rahi ho ![]()
yaar yehi poetry section hi orrna bichona hay … kahain to jeenay dia karain
Re: Re: Re: Re: Re: Aay dil
kion tumhien cafe mein atay hoay koi problem hai:D
mein ne tumharay jena kahan muskel kia hoa hai:smash:
is se pehlay ke koi mod hamein dahkay mar mar kar bahir nikal day poetry ke baat suro karo do:teary1:
Re: Re: Re: Re: Re: Re: Aay dil
** gham e hayaa’t say keh do khareed lay mujhay **
Re: Re: Re: Re: Aay dil
yaa jaab mainay kaha tha tu aap nay kaha tha dont interfare… aap koyee mod tu nahi aur aap nay dhamkee behi dee ka aap mod say baat behi karoo gee…
Barray be abru ho kar teray kochay say hum niklay ![]()
Dilsay ab to woh aap ki dost oor humari dushman hay .. ab gila kiss bat ka? ![]()
Tujah say koyee gela nahi mujah koo
Apni taqdeer say shikiyat hai
and you are wrong here wo hamaray dost nahi hain… aap ko he un ke dosti mubarak hoo
Nice and the poetry is superb…:k:
Ay dil kisi ke yaad mein, hota hai beqaraar kyon
Jis ne bhula diya tujhe, us ka hai intezaar kyon
Woh na milegi ab tujhe jis ki tujhe talaash hai
Raahoon mein aaj be-kafan teri wafa ki laash hai
Yeh tu zara bata mujhe, tu ne kiya thaa pyar kyon
Ay dil kisi ki yaad mein…
Thanks for sharing brother…:k:
well nice song !! azad
Re: Aay dil
Dil Tu Pagal Hai :rotfl"