Aay Dil Kese Kee Yaad May
Hota hay bayqarrar kiou.n
Jess nay tujhay bhula deya
Uss ka hay entayzaar kiou.n
Bay kafan paRee hay samnay
Tayree Wafa kee lash hay!!!
Can anyone help me to complete this???
Aay Dil Kese Kee Yaad May
Hota hay bayqarrar kiou.n
Jess nay tujhay bhula deya
Uss ka hay entayzaar kiou.n
Bay kafan paRee hay samnay
Tayree Wafa kee lash hay!!!
Can anyone help me to complete this???
Not sure if it is complete but found some errors in your version of this song so trying to fix it
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Aey dil kisi ki yaad main
hota hai beqaraar kiun?
Jiss nay bhula dia tujhe
uss ka hai intezaar kiun?
Woh na milay gaa ab tujhe,
jiss ki tujhe talaash hai
Raaahon main aaj bai kafan
Teri wafa ki laash hai
Aey dil zara bata mujhe
tu nay kia tha pyar kiun?
aye gi tujh main roshni
ab na kisi kay naam say
Aansoon jo hain rukay huay
hanss kar inhain baha bhi day
Jitnay hain daagh pyar kay
ro kar inhain mitta bhi day
Photay gi phir koi kiran
tujh ko hai eitebaar kiun?
[quote]
Aey dil kisi ki yaad main
hota hai beqaraar kiun?
Jiss nay bhula dia tujhe
uss ka hai intezaar kiun?
Woh na milay gaa ab tujhe,
jiss ki tujhe talaash hai
Raaahon main aaj bai kafan
Teri wafa ki laash hai
Aey dil zara bata mujhe
tu nay kia tha pyar kiun?
aye gi tujh main roshni
ab na kisi kay naam say
Aansoon jo hain rukay huay
hanss kar inhain baha bhi day
Jitnay hain daagh pyar kay
ro kar inhain mitta bhi day
Photay gi phir koi kiran
tujh ko hai eitebaar kiun?
[/quote]
Shaheen, THANK YOU so much!!!!
Shaheen Sahib bahot achha kalam sunaya hai.
[This message has been edited by Gul** (edited August 10, 2000).]
Soubia G..dill to pagall hai...
aur phir agar app kay satth yadIAN hoN gee
to baiqrarr to ho ga hee...bai..charra.
"..A liFE...A TraGEDy..."
Soubia..salaam..is this from a pakistani movie..and in the movie darpan sings this song..i dont remeber which movie...
tuJhko dekha nahiN mehsoos kiya hai maine