Aasuon Ko Bahot Samjhaya

Aasuon Ko Bahot Samjhaya,
Ke Tanhaiyon Main Aaya Karo,
Mehfil Main Humara Mazak Mat Udaya Karo,
Is Per Aansoo Tadap Ker Bole,
Itne Logo Main Bhi Aapko Tanha Paate Hai,
Isiliye Tumhara Saath Dene Chale Aate Hai…!!!

Re: Aasuon Ko Bahot Samjhaya

Hmmm,

nice

Re: Aasuon Ko Bahot Samjhaya

:(

Re: Aasuon Ko Bahot Samjhaya

Kash !! yah lafzo ke jadogari kese kay dil ko mom kar paie
Kash !! yah mari baykhudi kesek kay dil mai ghar kar paie
Kash !! Woh hum ko nah-sumhaj kay kuch sumhaj paie
Kash !! Zindage tamam ho jaie un ke safad chadar mai hum semat paie .

Kash !! Zindage Phir say janam paie . :(