**Ya zohra jabeenon ki munajaat karien gay
Ya bandagi-e peer-e kharabaat karien gay
Ye aqal ke sehmay hue beemar iraday
Kiya chara-e nasazi-e Halaat karien gay
Aa ae gham-e dauraan mekhana hai nazdeek
Aaraam se baithien gay zara baat karien gay
Jannat mein na may hai na muhabbat na jawani
Kis cheez pe insaan basar auqaat karien gay
Keh do ye adam se keh kharabaat mein kal raat
Kuch log faqeeron ki madaraat karien gay**
Re: Aaraam se baithien gay zara baat karien gay
S-N...JI...KHUSHBASH,
mAZAA AGAYAA...KIYA BAAT HAI, KIYA INTIKHAAB HAI...BOHAT KHOOB.
Kiya yeh Abdul Hamid Adam Ki Ghazal hai ? Hai magar Lajaab.
darwesh.
Re: Aaraam se baithien gay zara baat karien gay

Lavender Field, Provence, France.
I think this image would compliment the excellent choice.
And the best sentence of the poem was exactly:
Aaraam se baithien gay zara baat karien gay
Re: Aaraam se baithien gay zara baat karien gay
thx both of uuuuuuu
Re: Aaraam se baithien gay zara baat karien gay
*Ya zohra jabeenon ki munajaat karien gay *
*Ya bandagi-e peer-e kharabaat karien gay *
*Ye aqal ke sehmay hue beemar iraday *
*Kiya chara-e nasazi-e Halaat karien gay *
*Aa ae gham-e dauraan mekhana hai nazdeek *
*Aaraam se baithien gay zara baat karien gay *
*Jannat mein na may hai na muhabbat na jawani *
*Kis cheez pe insaan basar auqaat karien gay *
Keh do ye adam se keh kharabaat mein kal raat **
**Kuch log faqeeron ki madaraat karien gay
Re: Aaraam se baithien gay zara baat karien gay
Nice choice
Re: Aaraam se baithien gay zara baat karien gay
Bohat khoobbbbb
Re: Aaraam se baithien gay zara baat karien gay
nice sharing
Re: Aaraam se baithien gay zara baat karien gay
wa waahha
Re: Aaraam se baithien gay zara baat karien gay
*Ye aqal ke sehmay hue beemar iraday
Kiya chara-e nasazi-e Halaat karien gay *
This was a the best shair of the ghazal! very nice
Re: Aaraam se baithien gay zara baat karien gay
thx farishta