Aapko Maine Nigaho Mein Basa Rakha Hai

**Aapko Maine Nigaho Mein Basa Rakha Hai

Aaina Chodhiye Aaine Mein Kya Rakha Hai

**
**Tune Te Phool Jo Zulfo Mein Saja Rakha Hai

Ye Diya Hai Jo Andhere Mein Jala Rakha Hai

**
**Tu Bhi Kehti Ho Qayamat Mein Milenge Hamko

Chodhiye Chodhiye Is Baat Mein Kya Rakha Hai

**
**Jeet Le Jaaye Koi Mujhko Naseebo Wala

Zindagi Nein Mujhe Daaw Pe Laga Rakha Hai
**

Re: Aapko Maine Nigaho Mein Basa Rakha Hai

My favorite :k: